Skip to main content

Ek chhote se gaon me hokar bhi aap mumbai / bengluru ya new yorker se aage kaise honge?

Ek chhote se gaon me hokar bhi aap mumbai / bengluru ya new yorker se aage
kaise honge?

India ki badi abadi gaon me rehti he. Kai log kheti karte he, kuchh log dukan chalate.
Kisi ko baahar aane ka permission nhi mila,
To kuchh ghar sambhalane ke liye wahi ruk gye.
Ek zamana tha jab chhoti jagah ka aadami badi city ke logon ke pichhe hi chalta tha. Kyuki aage badhne ke saare avsar, mauke, jobs aur jankari shahar me hi thi.
Lekin ab shahron me dhakke jyada aur mauke kam milte he.
Fir bhi success stories to abhi bhi cities me hi mil rahi he.
Kyon?
Abhi bharosa jaga nhi he puri tarah.
Soch ya trend dhire se badlate he.

Apko apne gaon me hi ye 6 change apnane honge.
1 time pass ke liye internet ka use mat karo.
Sikhne ke liye youtube, whatsapp, facebook, instagram ka use karo.
Jab thak jao to achchha content,webseries,cokestudio,Pinkfloyd se chhota sa break le lo.
Lekin fir se lag jao kaam par.

2.city me rehne par maintanance 15000 jata he to 4000 gaon me hi sikhne par kharch karo.
Koi online paid course,achchi data speed,netflix, amazon prime ka subscription.

3.English ka howwa bhul jao. Ek sahi group ka sahara lo, aage chalo.
Waise to hindi me kafi kuchh he hi.

4.mahine me 2 travel karna hi he. Pure india me aur ho sake to globe me connection banao.
Upyogi banna padega. Apke paas kuchh to aisa hoga jo ya to unhe mazedar lage ya unke kaam ka ho.
Apko mall lubhate he to unhe khet lubhate he.
apko scotch lubhati he to unko taadi.

5.Maththon se bacho,
Jinke jaisa nhi banna, unke saath kam waqt guzaro.
Jinke jaisa banane ka sapna he, unke liye waqt nikalo.
Kai log tumhe validation nahi denge par fansi par to nhi latkayenge.

6 jinko benchmark manoge, unke pichhe chaloge, toh saare globe ko hi dekho suno, google earth, travelxp, fashion,business sab aapke hath me he.
Apka dimag bhi original ya naya soch sakta he, bas apne aap me inferiority mat aane do. Kyunki fir iski reaction me hum superiority dikhane lagte he.
Kya he,city walon me,chutiye he.
Aapke pass kya zyada he?
Jyada spare time,kyunki aap line me nhi lage ho.
kam survival expense,
Identity he aapke pass. Unko identity apke paas ake milti he.
Unhe bas ye jyada pata he ki kaun si local kaha jati he?
Saaf paani hawa,khule ghar bas dimag ki khidki kholna he.

Www.speedearning. Com
7066045880
8381021346

Comments

Post a Comment

Popular posts from this blog

सबसे बड़ी ट्रेडिंग मिस्टेक्स -

सबसे बड़ी ट्रेडिंग मिस्टेक्स - 1 . जब भी कोई स्टॉप लॉस जाता है,उसके 10 मिनट के भीतर भीतर फिर से ट्रेड कर लेना गलती है। समझो निकल ने 880 से 877 आकर  3 pt का एस एल तोडा और आपके मुंह से निकला अरे यार। 876 पर आपने शोर्ट सेल केर दिया, 10 मिनट में 879 आकर फिर एस एल ले जायेगा। अगर ऐसा हो गया तो आप पुरे दिन के लिए उलझ जायेंगे और एक ट्रेड बिना एस एल कर लेंगे। वही एक ट्रेड 5000 का लॉस दे  देगा। सही क्या है ? 6 बजे sl गया है तो 6. 29 बजे दूसरा ट्रेड करें। पहले ख़रीदा था तो अब 60 % चांस है कि बिकवाली की लहर आ जाये। 2. किसी कमोडिटी से प्यार या नफरत हो जाना गलती है।  2 दिन सिल्वर में खूब कमाया तो तीसरे दिन उसको हाथ  भी ना  लगाओ। आपने 400 -400 पॉइंट दो दिन में कमाए, तीसरे दिन ओवर कॉन्फिडेंस में 1200 पॉइंट चले जायेंगे। क्रूड में २ दिन स्टॉप लॉस चले गए तो आपने स्क्रीन से ही हटा दिया। गौर करोगे तो पता चलेगा कि 2 दिन रेंज में फंसा था तो तीसरे दिन वाही एक तरफा चलेगा। कई ट्रेडर कहते है कि मैं तो शुरू से गोल्ड -सिल्वर ही करता हूँ। क्यों ? मुझे वही  जमता है। सर पे बुलियन लिखा कर तो पैदा

BEST WEBSITES TO STUDY MCX MARKET IN MINUTES

BEST WEBSITES TO STUDY MCX MARKET IN MINUTES First of all, you should go to official site www.mcxindia.com If you want to see gold.silver,crude monthly chart in single sight go to www.way2wealth.com enter commodity section there.most active & price gainers are there. for any general news in financial market, www.moneycontrol.com commodity section- gives insight for mcx www.forexfactory.com gives you global currency data calender and their impact. www.kitco.com to get all international charts for metals if you want to get some more about any commodity go to google- you will get some good videos in youtube.com or some new site will appear with a new speciality. like future.tradingcharts.com We shall keep you giving the keys of such treasures continuously. MONEYGURU PANKAJ JAIN www.speedearning.in www.smallstoploss.in 09754381469 09713266391 09406826679

TRADING TRICKS,BROKER'S OFFICE,CLIENT GENERATION,RISK MANAGEMENT FOR BROKERS & TRADERS